Nabuwat Ki Kirne – Al Marfa Online Islamic Bookshop https://almarfa.in An Authentic Islamic Bookshop Mon, 22 Apr 2024 03:04:48 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.7.1 https://almarfa.in/wp-content/uploads/2021/04/cropped-site-icon-32x32.png Nabuwat Ki Kirne – Al Marfa Online Islamic Bookshop https://almarfa.in 32 32 181643429 Tajalliyat e Nabuwat in Roman Urdu https://almarfa.in/shop/seerah/urdu-seerah/tajalliyat-e-nabuwat-roman/ https://almarfa.in/shop/seerah/urdu-seerah/tajalliyat-e-nabuwat-roman/#respond Sat, 18 Sep 2021 14:02:50 +0000 https://almarfa.in/?post_type=product&p=9805 Tajalliyat e Nabuwat Urdu Transliteration (Urdu in Roman Script)

Muhammad

(sallallahu Alaihi Wa Sallam) Khandaan, nasho numa aur nabuwat se pehle ke halaat Nasab Nama e mubarak: – Aap sallahu alahi wasallam ka nasab nama e paak ye hai, Muhammad bin Abdullah bin Abdul Muttalib bin Hashim bin Abdu Munaf bin Qusayy bin Kilaab bin Murrah bin Ka’ab bin Luayy bin Ghalib bin Fihar bin Malik bin Nazr bin Kinana bin Khuzaymah bin Mudrika bin Ilyas bin Mudhar bin Nazar bin M’ad bin Adnan.

Adnan bil ittefaaq Hazrat Ismail (Alai his salaam) ki nasl se hai. Lekin donon ke darmiyan kitni pushten hain? Aur unn ke naam kya kya hain? Is baare mein badha ikhtelaaf hai.

Aap (salla Allahu Alaihi Wa Sallam)ki walidah ka naam Amina tha aur un ke walid Wahab bin Manaf bin Zuhra bin Kilab the. Ye wahi Kilaab hai jo walid ki taraf se bhi aap (Sallallahu Alaihi wa Sallam) ke nasab namah mein aate hain,Kaha jata hai ke un ka asl naam Urwa ya Hakeem tha,Lekin wo kutton ke zari ye bakasrat shikaar khela karte the is liye Kilaab ke naam se mashhoor ho gaye. Arabi mei Kilaab kutton ko kehte hain.

Buy Tajalliyat-e-Nabuwat Urdu Transliteration: Urdu in Roman Script

]]>
https://almarfa.in/shop/seerah/urdu-seerah/tajalliyat-e-nabuwat-roman/feed/ 0 9805
Nabuwat Ki Kirne: Hindi https://almarfa.in/shop/seerah/hindi-seerah/nabuat-ki-kirne-hindi/ https://almarfa.in/shop/seerah/hindi-seerah/nabuat-ki-kirne-hindi/#comments Mon, 16 Aug 2021 14:26:29 +0000 https://almarfa.in/?post_type=product&p=8696 Nabuwat Ki Kirne: Hindi

In this book, the events of the Prophet’s life, from the day he (Peace and Blessings of Allah be upon him) was born and even before that day for background information-until the day he (Peace and Blessings of Allah be upon him) died, have been recorded.

Beyond enumerating the events of the Prophet’s life, lessons and morals from those events have been drawn to point out the significance of an event and the wisdom behind the Prophet’s actions or deeds, the Islamic ruling that is derived from a particular incident, and the impact that a given event should have on our character or choice of deeds is indicated.

]]>
https://almarfa.in/shop/seerah/hindi-seerah/nabuat-ki-kirne-hindi/feed/ 2 8696